बुधवार, 1 मार्च 2023

Kitna khalipan kitna sannata hai mere ander 
Tere aawaz ki khanak bhi ab gum ho gayi hai 
Wo waqt kuchh aur tha 
Jb tu dikhti thi mujhe .
Ab is jahan mein 
Chhaya matam sa hai .
Ishq mujhe tumse hai 
Ye khabar hone se pehle 
Kho gyi tu kahan 
Sham hone se pehle 

कोई टिप्पणी नहीं: